3 tips to break a miror:
1. pathar mar ker tod do.
2. utha ke neechay phainko.
3. sheesha ke saamne khare ho ker muskurao.
Mujhay yaqeen hai ke 3 wala tumhare liye ziada mufeed hai.
i think tum zindgi main kafi aagay jao gay aagay say aagay barthay chalay jao gay quen k jahaan b jao gay gay loag kahain chal chal agay ho. he he ha ha hoooo
Dosti aour mohabbat main tum ney farq ker dya.tumharey eak lamhay key gusey nay dekho hamien kitna door ker dya.dekho main ney ab keasa faisla ker dya?