Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,
wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,
Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,
Dekho
wo he shaks mujhe bejan kar gaya,
Phely
wo meri zaat ke tameer ma raha,
Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,
wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,
Bichra tu rasty merey dush
war kar gaya,
Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,
Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya