w SMS Messages18904 messages

Flying papers,
multi colours of balloon,
delicated blossom,
fantastic people,
love and laughter.
what it describes? HAPPY BIRTHDAY

agar koi tumsy bhalai ki umeed rakhy tow usy mayus mat karo q k logon ki umeedon ka tum sy wabasta hona tum py ALLAH ka khaas inaam hy.!!!!
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
rakha jab sajdy main sar tow ehsaas hua aey musalmaan,
dilon maen to khuda ko basaya nahi sajdy mein kis ki talash hy??
MERI SAAM-E-TANHAI AKSAR MUJ SY POOCHTI HAI SAHIL.
KAHAN GAYE wO LOG JJIN K LIYE ZAMANY KO THUKRAYA TUM NY.!!
HOwEVER YOU DECIDE TO SPEND
THIS VERY SPECIAL DAY,
HERES HOPING
IT TURNS OUT TO BE
JUST RIGHT IN EVERY wAY !
H A P P Y B I R T H D A Y 2 UUU
Ek bewafa ko na aya humari wafa ka YAKEEN
Hum ne kaha hum mar jayein gay aur uss ne kaha AMEEN
Jina saha ch sajna tu vasda ae
das kiven rokan ohna saha nu
mukki nai udeek tere aan de
kive takkno hat ja rahan nu
rokan bathere par nahi rukde
hanju hauke hawawan nu
pata nahi kihdi chandri nazar laggi
mere sohne sajjre chawan nu
rab kare kiyamat howe te tu awe
pathan to doctor : puuray jism
main kaheen bhee ungli lagaon
to bohat dard hota hai doctor
suggested full body XRay
when he checked XRay , he
found frecture in his ungli
Kal halki halki barish thi,
kal sard hawa ka raqs bhi tha,
Kal phool bhi nikhray nikhray the,
Kal un main app ka aqs bhi tha,
kal badal gehray kaale the,
Kal chand pe laakhon pehre the..
Kuch tukry app ki yaadon ke,
Bari dair se dil main thehre the..
Kal yaadien uljhi uljhi thien,
Aur kal tak yeh na suljhi thien..
Kal yaad buhat tum aye the…..
Kal yaad buhat tum aye the…..
"paisa"
kehta ha mujhe hasil karo or sub ko bhulado

"waqt"
kehta hy mere peeche chalo,baqi sab ko bhulado.

"mustakbil"
kehta hy mere lye koshish karo or sub ko bhulado

"Allah"
sirf itna kehta hy k mujhe yaad karo main ye sub tere qadmon me daal dunga.

SUBHAN' ALLAH
great lines from shakspear:
"i am not handsome but i can give my hand to some one who needs help,BEAUTY IS IN THE HEART NOT IN THE FACE"