Kal halki halki barish thi, kal sard hawa ka raqs bhi tha, Kal phool bhi nikhray nikhray the, Kal un main app ka aqs bhi tha, kal badal gehray kaale the, Kal chand pe laakhon pehre the.. Kuch tukry app ki yaadon ke, Bari dair se dil main thehre the.. Kal yaadien uljhi uljhi thien, Aur kal tak yeh na suljhi thien.. Kal yaad buhat tum aye the….. Kal yaad buhat tum aye the…..
May, 23 2011
375 chars (3 sms)
4625 views
Rainy day
barsaat main jab
barish hoti thi
hum park main betha karty thy
barish main bheega karty thy
aaj
waisa he barsaat ka din hi
park ke binch pe
tanha betha bheeg raha hon
jin main hum tum sang bheegy thy
un lamhon ko sochraha raha hon
Aaj to bohot khush hoongay aap?
.
.
.
.
.
.
.
Kiyon k, barish jo ho rahi hai
.
.
.
.
.
aur barish main to
.
.
.
.
.
.
.
sab hi maindak khush hotay hain