Aaj badal kalay gehray hain

Aaj badal kalay gehray hain
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
  

Jun, 08 2010     135 chars (1 sms)     3434 views       Rainy day

more Rainy day SMS Messages

in barisho se doosti achi nahi fraz kucha tera makaan hai kuch to khyal kar
Boonde barish ki u Zami pe aane lagi,
sondhi si mahak mati ki jagane lagi.
Hawao me b jaise masti chhane lagi,
waise hi hame bhi aapki yad aane lagi.
Lutf-e-Mohabbat aur b barha deti hein,

Bohat anmol hoti hein barishein sanwan ki..!!
I Have Four Wings, But Cannot Fly, I Never Laugh And Never Cry; On The Same Spot I''m Always Found, Toiling Away With Little Sound. What Am I?

Answer :-

A Windmill
Ye badal ye bijli sirf apke liye hai,
ye mausam ye hawa sirf apke liye hai.
Kitne din beete aapko nahaye hue
ye bewaqt barish sirf apke liye hai.
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge! :p
ek girti barish or ek khyaal uska ek phol gulab ka or ek jamal uska barish ki bonden jo yad dilati hain uski so hath dua me hain or honto pe swal uska.
Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna
Kaisay Uthay Badaal Or Kahan Takray
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna
Are Barish shuru ho gayi







































yaha kya dekh rahe ho..
bahar dekho.
God didn''t promise days without pain, laughter without sorrow, sun without rain, but He did promise strength for the day, comfort for the tears, and light for the way
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,
Barish!
Tu jab band kawaron aur dilon per dastak deti hai
Sari baaten keh janey ko dil karta hai...
Terey sath hi beh janey ko dil karta hai!!!!