Barishon k mosam me, Usay yaad karne ki, Aadtein purani hain, Ab ki bar socha tha, Aadtein badal dalein Phr khyal aya k, Aadtein badalne se Barishein nahi rukti...........
Besan ki roti,
Lemo ka achaar,
Doston ki khushi,
Apnon ka pyar,
Sawan ki rain,
Kisi ka intezar,
Mubark ho aapko,
Barish ki bahar,
/ / / /
/ / /
/ /
Happy Rainy Day