lollxx

lollxx
is barish ko dekh kr tumhari yad aa rahi hai

tum pas hote to wiper hi phirwa lete:-))
  

Mar, 10 2011     90 chars (1 sms)     4476 views       Rainy day

more Rainy day SMS Messages

Aik couple kahin ja raha hota hay,
k police unhain rook laiti hay and
larkay say pochti hay k tumhara apas main kia rishta hay ?

Larka jawab daita hay,
“iska mamon meray mamon ko mamoon kehta hai”

batain,larkay ka larki say kia rishta howa?

Answer Received = Maamu & Bhanji
Rain is a wonderful opportunity

To love

To care

To share

To enjoy

Now

To thank God 4 all His blessings we receive

"WISH U HAPPY MÖÖNSÖÖN SEASON" <-:)
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
~ Tum Bin ~
Let the rain kiss you. Let the rain beat upon your head with silver liquid drops. Let the rain sing you a lullaby. :)
BaRish!

ToO Na AAya Ker

Kay Tere Aanay Say

Aur Janay Kay BaaD Bhi

Koi

Buhat Dair Tak UdaSs RahTaa Hay!!!!
Lutf-e-Mohabbat aur b barha deti hein,

Bohat anmol hoti hein barishein sanwan ki..!!
Aaj halki halki baarish hay,
aaj sard hawa ka raqs bhi hay,

Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
aaj un main tumhara aks bhi hay,
Rain Is A Wonderful Oppoutinity
To Pray
To Love
To Care
To Share
To Enjoy
&
To Thank Allah For All His Blessings We
Recive..
Wish U
Happy Rainy Season
Barishon k mosam me,
Usay yaad karne ki,
Aadtein purani hain,
Ab ki bar socha tha,
Aadtein badal dalein
Phr khyal aya k,
Aadtein badalne se
Barishein nahi rukti...........
barish ki tara tuj pe barasti rahyn khuushian
har boond tery dil sy har gham ko mita dey
happt raini day.?
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge! :p
Rehne Do Ab Ki Tum Bhi Mujhey Parh Na Sakogay
Barsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hun