ek girti barish or ek khyaal uska ek phol gulab ka or ek jamal uska barish ki bonden jo yad dilati hain uski so hath dua me hain or honto pe swal uska.
Ab ke sawan main paani barsa bohat
Paani ki har boond main woh aaye yaad bohat
Is suhaane mausam main saath nahi tha koi
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bohat
barsaat main jab
barish hoti thi
hum park main betha karty thy
barish main bheega karty thy
aaj
waisa he barsaat ka din hi
park ke binch pe
tanha betha bheeg raha hon
jin main hum tum sang bheegy thy
un lamhon ko sochraha raha hon
Friendship never speaks volumes, it never demands proof,
it never has a happy ending too simply coz it doesn"t
end as long as friends r true, just like U!