dil lagi

dil lagi
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
  

Jun, 04 2011     90 chars (1 sms)     2763 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the



Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
FARAZ
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain


China Ka Mobile Kabhi Bhi Na Lena Faraz....



Us K Cameray K Result Itna Acha Nhi Hota.....
Owa owa owaon Owaon ami Owaan
faraz...

hom ahon ahon aen
aen ahon papa...

?


?



?


Ye tha faraz k bachpan ka sher jb wo sirf 7 month ka tha... ;->


Wo tu milta hy mujhse mehdood se lamhon me Fraz

Yeh DIL hy kitni fursat se sochta hy usay
Bhala
Hathon Ki
Lakeerain Bhi
kabhi Mit-ti
Hain Faraz


Kitna
Pagal Hai
Mara Naam
Mitaanay
Wala.
ab to aankhion main simati nahi koi surat faraz,


kash mainy usay ghor se na dekha hota ....



Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya
FarAz
Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath.
Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ...

Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye


Mujhe ghuroob na jano jo main ufaq pay nahi...
.
Bikher gaya hoon andheron main kehkasha ki tarah...
Faraz to Galib:
"Phool ko to khilna hai wo to khile ga,
Garmi bari hai ek glass sharbat ka milega."

Galib:
"Alif se le kar ye tak k bech mai ata hai sheen,
Abay itna pyasa hai to laga le ganne ki machine."
Jaan Mangi Usne to Ye Samajh Kar De Di

FARAZ!


Kahin Inkaar k Sadmay Mai Wo Apni Jaan Na De Day!