sms

sms
mere lafzon ki pehchan agr kr leta wo
Use mjh se nahin khud se hi muhabat ho jati
  

Jul, 16 2013     81 chars (1 sms)     2977 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Urdu, Pushto Or Chinese Sher K Baad Ab Ek Hindi Sher

Chintit Hun Ma K Is Prem Ma Kitni Durghatna Hy FARAZ.

Is Chinta Ki Vivastha Liay Ma Suargvasi Ho Chala :)
Doctor mariz ke peeche bhaag raha tha. People asked kya hua?

Doc 4baar aisa hua.. sala brain operation krwane aata hai aur hair cut karwake bhag jata hai.. ;->


Takhleeq Aasamaan Pe Wo MEre Liye Hua Hai
FARAZ
Mana K Iss Zameen Pe Wo MEra Nahi HAi WO


AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!

Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!
uski tawjah tere naseeb me likhi hi nahi he " faraz "....


chor de apne aap ko badnaseeb kehna .
Humarey Baad Nahi Aaye Ga Usy Chahat Ka Aisa Maza “FARAZ”

Wo Logon Sy Khud Kehta Phirey Ga Mujhe Chaho Uski Tarha…!
tu kisi aur ke leye hoga samander-e-ishq Faraz,

Main tu tere sahil se roz payasa guzar jata hon.



Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
FARAZZ
Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain

Bus yehi baat donon ke darmiyan kasheedgi ka sabab thehri Faraz

Mujh ko charaghon se pyar tha aur us ke hawaon se rabtay!
tujh ko kis phool ki nishani don"faraz"

tu juda aisy mosam main howa jub darkhton k hath khali thy.


@ wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz,,,
saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do,,,
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...