aap chahay bhula dai

aap chahay bhula dai


Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi,
FARAZZ
Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay
  

May, 05 2010     105 chars (1 sms)     2073 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ'

K kon hai tere dil main jo tujhe sone nahi deta.?.
mujhe bhi shooq huwa muhabat ka faraz.

aghaz-e-muhabat main hi jaan garvi rakhni pari..
Hum to yunhi tiger Biscuit khaa rahay thhay ,

"FaRaz"

Ek Larki humein baacha samjh k pappi dy gai



Dil us ka b tha,dil mera b tha,farq sirf itna tha Faraz

Wo pathar tha jo salamat raha ye sheesha tha jo toot gya
Sms karna is tarah band kar diya logo nay FARAZ,

jaisay in ka naam (N.R.O) main nikal aaya hay.

har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,
“Kash kuch Dino ke Liye Duniya ko chor jana Mumkin hota

“Faraz”

suna hai Log bohat yaad kerte hein Duniya se chale jany k baad..!!”
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga Faraz,

Jo tere sitam bhi sahay aur tujhe duaa bhi day...
Chalo dekhy "Faraz" naya saal mere muqadar me kya laya hy

Pichle saal kamino ne mera bht recrd lgaya hy

Shair koi b ho naam mera lgaya hy

Kambakhto''n ko na taras mere naam pe aya hy

Ab tou koi apne bache ka naam Faraz nhi rakhega

Sun''ne me tou ye elan b aya hy

Dusre mulk walo ko b heran krwaya hy

"Faraz" kon sa ajuba hy or Pakistanio ne kahan se paya hy

Itna mashoor tou ksi ka baap b na tha Faraz

Star nhi kamino ne mjhy super star bnaya hy =P ;)
ajab hai

"RASAM-E-ULFAT" ay

"FARAZ"

dil hamara hai magar
"IKHTIAR"
kisi aur ka hai...
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...