yeh hum nahin kehtay

yeh hum nahin kehtay


Yeh hum nahin kehtay ghar wale kehtay hain,
FARAZ
k nend main bhi hum aapka naam lia kertay hain
  

May, 05 2010     105 chars (1 sms)     2026 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Us Se Kehna K Aaj Main Bohat Khush Hon Faraz...

.
.
.
.
.
.
.
.

Pichli Sardiyon Ki Jacket Nikaali To Jaib Se 100 Rupay Nikle. :-)
Meray to ye Soch Kar He Baal Safaid ho Gaye


FARAZ!


K Indian Aurtain Saari Pehen k Toilet Kaise Karti Hongi. :-)


AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!

Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!



Itni Aqeedat Hy Sharabioo Ku Tum Say Faraz


Kay Ager Tu Pilayee Tu Panee Sharaab Hoo Jaye...
wo mohabton k sody b ajeeb krta hai.

faraz

bas muskurata hai or dil khareed lyta hai.
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!
Muhaly ki larkia hain kuch naraz


wah wah





muhaly ki larkia hain kuch naraz



kyun k aetikaf me beth gaya hy faraz.

Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein



jeety hen to koi hal tak nahi pochta "faraz"
marty hen to dunia kandhon pe utha leti hai. . .
akaly pan ki azait ka ab gila kaisa faraz..

khud he to apno se ho gay thay alag.
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.