raat aksar hum se

raat aksar hum se
rat aksar hum se ye sawal krti hai

faraz...

k kon hai tere dil main jo tujhy sone nai deta..
  

May, 03 2010     102 chars (1 sms)     2397 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Usne mujhe rat ko jungle me akele chor dya faraz...
.
.
.
Ye keh kar k
Pyar kia to darna kia..?
akaly pan ki azait ka ab gila kaisa faraz..

khud he to apno se ho gay thay alag.
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.
Wo Kaise Log Thay YA RAB Jinho Ne Paa Liya Tujh Ko....

Humain To Ho gaya Dushwaar ik Insaan Ka Milna................ !
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
hum ko acha nahi lagta koi hum''nam tera faraz.

koi tujh sa ho toh phir naam bhi tujh sa rakhay.
Milnay ki gharz ho to chalay aatay hain apnon ki tarha "",

FARAZ

Dil bhar jaye to jawaab dena bhi gawaara nahi kartay..


Tumhari ek nigah se qatal hotay hain log Faraz,...!


Ek nazar hm ko bhi dekh lo k tm bin zindagy achi nahi lagti....!
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
Mujhy ye arzu k uthaen wo khud niqab , FARAZ

Unhen ye tmna k tkaza kry koe.
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)


Arz kiya hai

Airport per kharey hain 10 jahaz




Airport per kharey hain 10 jahaz



jin may sey aik ka pilot hai faraz... :p ;->