rat k 3 bajay ka tim

rat k 3 bajay ka tim
Rat K 3 Bajay Ka Time Tha..

Mai Akeela Tha

Meri Annkh Badal K Garjanay Ki Wajha Se Khul Gai

Akeeb Khuf Aur Andhera Chaya Hua Tha

Mai Ne Lite On KI Pr Bijli Nahi Thi

Itne Mai Darwaza Bja

Maine Poucha Kon ?

Lekin Koi Na Bola

Mai Darwazay k Pass Gaya Aur Pocha Kon???

Achanak 1 Bhiyanak Awaz Ayi

.
.
.
.
.
.
.

" FARAZ " :P
  

May, 03 2010     359 chars (3 sms)     2579 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Mat baha ansoo be kadron k liya
faraz….
Jo kadar karte hain kabhi roney
nahi dete!
Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun...

Wah wah

Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun

.

.

.

Dafa ho jao yahan se mein tum se naraz hoon
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga Faraz,

Jo tere sitam bhi sahay aur tujhe duaa bhi day...
Wo Kaise Log Thay YA RAB Jinho Ne Paa Liya Tujh Ko....

Humain To Ho gaya Dushwaar ik Insaan Ka Milna................ !
Kisi Mast nigah main doob ja Faraz..

Bara Haseen Samudar hay khudkushi k liye!!!

Creativity...
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!



ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
Faraz usne mujhe chor diya ab kya KaRNa hai jee ke...

Kya kami thi mujh mei? siwaye vtamin A, B, C or D ke.
Aanay lagta hai jonhi kisi ki rafaqt mein skoon FARAZ

Phir youn hota hai k wo log he badal jatay hain....
Meray to ye Soch Kar He Baal Safaid ho Gaye


FARAZ!


K Indian Aurtain Saari Pehen k Toilet Kaise Karti Hongi. :-)
meri khushi ki mudat itni he faraz
guzar jati he mere muskurani se pahle..