tum tou mere apny ho

tum tou mere apny ho
TuM tou MeRe ApNy ho PhIr ye TaKalluf Kesa ,

'' Faraz ''

LoG tou GhaIroN se bhI Keh dety haIN BateIN DIl kI.
  

May, 03 2010     114 chars (1 sms)     2740 views       Faraz

more Faraz SMS Messages




Masharf To Masharf Haì ''''Faraz'''',
Wah Wah Wah

Mashraf To Mashraf Hai Aa ''Faraz''wah Wah Wah


To Kya Howa?


Hamy B Tu Hamy Hai ''''Faraz''''.

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...


Ab To Hasrat Bhari Nigahon Say Dekhte Rehte Hain FARAZ,


Ke Shayed Malir Kay Nalkon Main Paani Ka Qatra Aa Jaye..!
Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye

""Faraz""

Taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.
manie us se kaha mujhe muhabbat ki saza do

faraz
.
.
.
.
.
.
.
.
.
us chawwal ne mere uper parcha karwa dia
Sms karna is tarah band kar diya logo nay FARAZ,

jaisay in ka naam (N.R.O) main nikal aaya hay.


Kon Tole Ga Hiroon Mein Ab Hamare Ansoo Faraz ? Woh Jo Ik Dard Ka Tajir Tha DukaN Choor Geya...
Girls are like roads,more the curves,more the dangerous they are.



Tarteebay Sitam Ka Saleeqa Bhee Tha Osay Sahil


Oss Nay Pather Bhee Othaya Tu Mujay Pagal Ker Kay....
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...



parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai"faraz".

be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.