sirf ausy aitna keh

sirf ausy aitna keh
sirf ausy aitna keh dena faraz.

me us k baghair tanha nahi...
  

May, 03 2010     65 chars (1 sms)     2274 views       Faraz

more Faraz SMS Messages


halaat ne tor daya kachay dhagay ki trha warna faraz.

mery waday b kabhi zanjeer hua kartey they..
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...
Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the
Sirf itni si baat pe zamaane ne Laqab Kaafir ka diya

< Faraz >

K Khuda k Naam pe Hum ne Kuch na diya,Tere Naam pe jaan de di..
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
Dard Itna Tha Zindagi Men, Dharkan Sath Dene Se Ghabra Gai FARAZ,
.
.
Band Thi Ankhein Kisi Ki Yaad Men, Mout Aai oR Dhoka Kha Gai..
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “Faraz”

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
Bara Mushkil hai "Miss" se pyar karna ''Faraz.,,
.
.
.
.
.
.
.

Love Letter bheja tha. Home work samajh k check kar diya..;-)
Ye Soch k Hum ne Exam k Dinon Mai Bachi Phansai FARAZ,

.
.

K

.
.

Har Kamyabi k Peeche Aurat ka Haath Hota Hai. :-)



Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein FARAZ!

SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!


Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein
FARAZ
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!