kiya hua jo toot gay

kiya hua jo toot gay


Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant,
FARAZZ
Phir bhi mo''h khol ker muskuraya karo..
  

May, 05 2010     99 chars (1 sms)     2325 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Ab To Hasrat Bhari Nigahon Say Dekhte Rehte Hain FARAZ,


Ke Shayed Malir Kay Nalkon Main Paani Ka Qatra Aa Jaye..!
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...


Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi,
FARAZZ
Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay
gam e faraq bhi hai aur skoon e kalb bhi hai..

faraz

juda howa hai koi jaisay umar bhar k liye..
Gar janna ho apni mussarat ka sabab
Faraz
To kabhi mere dil ki dharkan to suno….
in dosti k rahoon main dhoka na dena"faraz"

mera yakeen tujh pe aisa hai jesa zindagi ka mout par.
Mat baha ansoo be kadron k liya
faraz….
Jo kadar karte hain kabhi roney
nahi dete!


Main Ne Yeh Soch Ker Tasbhi He Tor Di Faraz.....!

Kia Gin Gin Ker Mango Us Se Jo Behisab Deta Hai.....
M0sam ka aitbaR ziada
nahi kiya...


S0 us ne ham se pyar ziada
nahi kiya...


Kuch t0h "FARAZ" ham ne
paltne mein dair ki...


Kuch us ne intezar ziada
nahi kiya...
Twinkle Twinkle Little FARAZ.
Teri girlfrnd gae bazar,
usko milgaya dosra pyaar,
ab tu baith k makhiyan maar!
toba toba astagfar.
Twinkle Twinkle litle FARAZ!
Tu bhi Aayene ki tarha bewafa nikla

""FARAZ---

Jo bhi samne aaya ussi ka ho gya..
Ek muddat se meri Maa nahi soyi
"FARAZ"



Wo kehti hain




Me so gai
te tu kuriyaan nu fone karenga (.") /) (> !L
Lo Dasso

Aini beaitbari...