mein ne socha tha k

mein ne socha tha k



Mein ne socha tha k bante ga wo dukh dard Faraz

us ne to itna bhina poocha k udaas kyun ho
  

May, 03 2010     101 chars (1 sms)     2300 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "Faraz",
.
.
.
.
Kya umar thi wo k raat huwi,
palken jhukeen aur neend aa gayi.


Hoti Hay Baree Zalim Yaktarfa Mohabbat Bhe FARAZZ

Woh Yaad Tu Aatay Hain , Par Yaad Nai Kartay.....


Raat Bari Mushkil Se Sulaya Hai Khud Ko Main Ne FARAZ..


Warna Light Kay Bagair Kon PAGAL Sota Hai . . . ? ?
har kisi ko meri tarhan rehm dil mat samjhna faraz;

kuch log sinny me pathar bi rakhte han,
Mehboob ki yad meain petrol pump py cigrt
kiya lagya FARAZ..
Meri to Duniya hi badal gai,
faqat ik Dhamaky se…
Kese ajeeb log hn tere sheher ke faraz
Shok.e.mulakat to rkhte hn mgr bt ni krte
Gar janna ho apni mussarat ka sabab
Faraz
To kabhi mere dil ki dharkan to suno….
Shoaib Akhtar Ne
Harbhajan Ko Ye Keh Kr
Chup Kra Diya "FARAZ"
Keh "Chal Chal" Hum Ne Yeh
Pehla Match Sania Ki Wajah
Se Gift Kr Diya.
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
Deikh loo kya waqt aa gya Fraz
telenor ab day raha hai 19.99 + tax main unlimited SMS....
Shaadiyan Unki Bhi Ho Gayin

Jin ko Na Tha Aql-o-Shaoor



FARAZ.



Apna to Ye Saal Bhi Guzar Gaya

Zikr-e-Nikah Karte Karte. :-)
Mohbat apni bi aser rukhti hai
“FARAZ”
Bohat yaad aiyan gay zara bhool
kar to dekho.