yaademehboob say z

yaademehboob say z


Yaad-E-mehboob say zinda hoon KHUDAYA warna faraz
kon jeeta hai teri dunia main tamasha ban kar
  

May, 03 2010     102 chars (1 sms)     2360 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Sms karna is tarah band kar diya logo nay FARAZ,

jaisay in ka naam (N.R.O) main nikal aaya hay.
Jiski khatir humne jaan di "Faraz".
.
.
.
.
Aaj usi ne Kafan utha kar kaha:"Acha huwa mar gaya saari raat sms kar k pareshan karta tha"
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!
Faqaat is gham sey Hum ne Diniya hi Choor di Faraz..!!

K Matric Fail Zardari Ab Hum pey Hakummat kar raha hai..!!

Main Ek Aansuu Hi Sahi, Hoon Bohat Anmol Magar
FARAZ
Yun Na Palko’n Se Gira Ker Mujhe Mitti Main Mila
"guzar gaya woh waqat jab talbgaar thy tery hum

"faraz"

ab''KAABA''bhi ban jao to sajda na karen...


ungliya aj b ese soch me gum ha Faraz

us ne kese naye hath ko thama hoga!!!!!!!
Kon kehta hai Sitary baray hote hain "Faraz"
.
.
.
.
.
Hum ne tu parha tha....
Twinkle twinkle little stars....?!?;-)
''Itne KHUDDAR they Hum k kabhi collage nahi jate they....

Faraz...


larkiyon k
Zauq-e-DEEDAR nay muje Regular Bana diyä...!!!
Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
Faraz usne mujhe chor diya ab kya KaRNa hai jee ke...

Kya kami thi mujh mei? siwaye vtamin A, B, C or D ke.
waqt-e-rukhsat usney murr kar istarah dekha"faraz"

main dil pe haath na rakhta to dil nikal jata...