faraz

faraz
Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye

""Faraz""

Taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.
  

May, 03 2010     100 chars (1 sms)     2067 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



AesY Badla hon TerY Shehr ka Paani pi kr,
FARAZ
jhoot Bolon to nadaamat nhi hoti mujh ko.
agar deta khuda kuch ikhtayar ka mojza"

"faraz"

mein apnay hathon se apnay muqadar mein likhta tujay...
Aik he kambal main ghuss gaye Mohsin or riaz...
..
..
..
..
..
Kiun k pankha full speed se chala k bhaag gaya Faraz... ;->
merey marney per bohat se logon k yeh alfaz hon ge..

faraz acha tha mar gaya aksar udas rahta tha.
tujh ko kis phool ki nishani don"faraz"

tu juda aisy mosam main howa jub darkhton k hath khali thy.
Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur Faraz
Ek mot hai k jis ki hum Qasam nahi detay…
Muhaly ki larkia hain kuch naraz


wah wah





muhaly ki larkia hain kuch naraz



kyun k aetikaf me beth gaya hy faraz.
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...


@ wo baat baat pay deta hai Parindoun ki misal Faraz,,,
saaf saaf nahi kehta mera sheher hi chor do,,,
Wo bachpan ki neend to ab ek aas ban gayi hai "Faraz",
.
.
.
.
Kya umar thi wo k raat huwi,
palken jhukeen aur neend aa gayi.
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
wo mohabton k sody b ajeeb krta hai.

faraz

bas muskurata hai or dil khareed lyta hai.