wo tu kehta tha k us

wo tu kehta tha k us
wo tu kehta tha k usse bohat si duaen yaad hain...

faraz

kiya bichhar kr phir phir se milne ki dua,usse yaad nahi,
  

May, 03 2010     121 chars (1 sms)     2574 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein



ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...
raabtay iss liye main torr raha hoon sab se faraz.

mar bhi jaon tu kisi aankh main ansoo na milain..
Aanay lagta hai jonhi kisi ki rafaqt mein skoon FARAZ

Phir youn hota hai k wo log he badal jatay hain....
teray darshan ko aa jatay hain teri galion main "faraz"

warna sara shehar baqi hai faqat awargi k liye
Faqaat is gham sey Hum ne Diniya hi Choor di Faraz..!!

K Matric Fail Zardari Ab Hum pey Hakummat kar raha hai..!!
Mohabaat mein Dil Torne ke Liye Itna He Kafi hai
Faraz…
Ap Ka Matluba Number Dosri Line Pr Masruf Hai
wo tu kehta tha k usse bohat si duaen yaad hain...

faraz

kiya bichhar kr phir phir se milne ki dua,usse yaad nahi,
ajab hai

"RASAM-E-ULFAT" ay

"FARAZ"

dil hamara hai magar
"IKHTIAR"
kisi aur ka hai...



jeety hen to koi hal tak nahi pochta "faraz"
marty hen to dunia kandhon pe utha leti hai. . .



Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya
FarAz
Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath.