ham bewafa nahi yunh

ham bewafa nahi yunh



ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...
  

May, 03 2010     109 chars (1 sms)     4867 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

mat kar itna phoolon se piyar faraz.

koin k phoolon ka aashyan kanto mai hota hai.
halaat ne tor daya kachay dhagay ki trha warna faraz.

mery waday b kabhi zanjeer hua kartey they..
lazim sa mujh pe ho gaya paon ko choomna
Faraz
Us ne kaha jo mujh se k kaanta nikaal do..



Maine toh Apni Tanhaiyon se Tang aakar Dost banane The,
***FARAZ***
Dost bhi aisay milay k Mujhey Aur Tanha Kar GAye...
Mat Dekh Mujhe Itni Hasrat Se FARAZ!

.
.
.
.

1 He Plate Aayi Hai Biryani Ki,
Kuch To Sharam Kar. :-)
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...



Urdu Ke Bohat Shair Ho Gaye Ab Pashto Shair Arz Hai..


Daga Palple Da Rora Ma Vlada FARAZ,


Da Pusta Marora Daga Pich Pich Daga Pich . . . ! !


Sorry Yar Meaning Faraz Say Poochna..
Meray to ye Soch Kar He Baal Safaid ho Gaye


FARAZ!


K Indian Aurtain Saari Pehen k Toilet Kaise Karti Hongi. :-)
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
Us Waqt Meri Haalat Dekh Kar Aasmaan Bhi Ro Parra Faraz!


.
.
.
.


Jab Larkiyon K Numbers se Bhari Hui Sim Gum ho Gai. :-)
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)
baraish me bhegna osy bohat pasand tha "faraz"

ab me rota hon to wo nazar q nahi aata.