samander main fana h

samander main fana h
samander main fana hona to qismat ki kahani he Faraz


jo mrtey hain kinaron pe mughey dukh un pe hota he
  

May, 03 2010     109 chars (1 sms)     2526 views       Faraz

more Faraz SMS Messages




Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz.
wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lenah
merey marney per bohat se logon k yeh alfaz hon ge..

faraz acha tha mar gaya aksar udas rahta tha.
Suna hai asar hota hai baaton me,
tum bhi bhul jaoge do char mulaqato me.
humse ruth kar jaoge kahan,
tumhari dosti ki lakir hai in hathon me.


Wo tu milta hy mujhse mehdood se lamhon me Fraz

Yeh DIL hy kitni fursat se sochta hy usay
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...
Jeety hain to koi haal tak nahi poochta ......

"FARAZ"......

Merty hain to duniya kandhon py utha leti hai....
wo asa tu nahi tha k mujhy akaila chor kar chala jata faraz..

aya ho ga zaroor us ki zindagi me koi mujh se b pyara!!
her shab wo mere khabon mein chala aata hai...

faraz

khwahish hai jis sey mujhe haqiqat main milne ki...
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
dil tootne ka ghum na kar.

faraz

pathar k dost tum ne khud banye thy.
Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ...

Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye
Faraz Ne Mujh Se Kaha,
Yaar Main Ro Raha Hon.

.
.
.
.

Maine Kaha..

Bhaar Main Ja Kaminay.

Main So Raha Hon. :-)