halaat ne tor daya

halaat ne tor daya
halaat ne tor daya kachay dhagay ki trha warna faraz.

mery waday b kabhi zanjeer hua kartey they..
  

May, 03 2010     102 chars (1 sms)     2684 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Hum to aaghaz-e-muhabbat me lut gaye hay faraz

log kehte hay k anjam bura hota hai
Kon Kehta Hye Teri Yad Se Bekhaber Hoon.
Faraz
So Bhi Jaon To Tere Khwab Jaga Detay Hain.

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana
Sirf itni si baat pe zamaane ne Laqab Kaafir ka diya

< Faraz >

K Khuda k Naam pe Hum ne Kuch na diya,Tere Naam pe jaan de di..
ishq tow shugal hy by rozgaar jawano ka,
jab nokri nai lagti tow dil ko laga lety hein!!!!
Hum to england me chanda
jama ker rahay they
Faraz
unhon nay to match fixing
ka ilzaam laga dia:)
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...
''Sapurd-e-Khaak Kar
Dala Teri Aankho''n Ki
Masti Ny FARAZ ...''

''Hazaro''n Saal g Letey
Agar Tera Deedar Na
Hota ...''
Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun...

Wah wah

Tum bhi faraz ho mein bhi faraz hun

.

.

.

Dafa ho jao yahan se mein tum se naraz hoon


Yaad-E-mehboob say zinda hoon KHUDAYA warna faraz
kon jeeta hai teri dunia main tamasha ban kar
Ek us k hansne se dunia me ronakeiy hain Faraz . . . .

Wo udas ho to zamana bara weraan lagta hai.