jis kashti k mokadda

jis kashti k mokadda
jis kashti k mokaddar me ho doob jana FARAZ,

Tofan se bach b nikle to kinare rooth jate hain.
  

May, 03 2010     100 chars (1 sms)     2330 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Jo mil gaya uska shukar ada kiya karo"Faraz"
.
.
.
.
Zaruri nahi hai k har baar chai k sath samosey hon.
Iss Dafa Barshein Rukti He Nahi Faraz,

Hum Ne Ansu Kia Piye Sare Mosam Ro Pare !!!!


Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi main ne FaRaZ,

Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar..!!



“Her Dharktey Pather Ko Dil Samjh Letey Ho
“FaRaZ”
Umer Beet Jaty Dil Ko Dil BnANey Men
kismat nay sath chora to pani ki bound k liye taras faraz,

warna koi zamana tha log ro ro k ansu pilaty thay ...


Mujhe ghuroob na jano jo main ufaq pay nahi...
.
Bikher gaya hoon andheron main kehkasha ki tarah...


Nikher nikher k arahey hain mairey alfaz faraz
kya aisa he hota hy aksar marnay k baad
Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
faqat khuwabon se hi nahi milta sakoon sone ka"faraz"

kisi ki yaad may raat bhar jagne ka bhi apna maza hai.
yah mut sooch teri ruswai ne aaj rula daya faraz.

ek shakhs ne puch tha bus meri muhabat k bare main.
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen

~Faraz~

Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha
hajoom-e-khawab se jab kabhi fursat mile tum ko"faraz"

agar samjho munasib to humain bhi yaad kar lena.