Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"
Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!
  

Sep, 30 2011     123 chars (1 sms)     2834 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Faqat is liye hum ne Mehfilon main jana choor diya hia Faraz..

K koi Poch he na ley "Aap ka Result kab aa raha hai"??
Kon karta hy wafaon k taqazy Tum sy faraz,


Hum to ik jhooti tasalli k talabgar hain bus...
Bhala
Hathon Ki
Lakeerain Bhi
kabhi Mit-ti
Hain Faraz


Kitna
Pagal Hai
Mara Naam
Mitaanay
Wala.
Kahin se dhoond k laa do wafa jo mil jaye

""Faraz""

Taras gaya hai jahan rasm-e dosti k liye.


Theek Likha Tha Mere Haath Ki Lakeeron mein
FARAZ
Tu Agar Pyar Kere Ga To Bikher Jaye Ga
mahmood o ayaz na akati pari namaz

aur to jootay utha ka bhag aaya faraz



ishq ki rahoon mein do hi manzilen he faraz ....

ya dil me utar jana , ya dil se utar jana .
Shoaib Akhtar Ne
Harbhajan Ko Ye Keh Kr
Chup Kra Diya "FARAZ"
Keh "Chal Chal" Hum Ne Yeh
Pehla Match Sania Ki Wajah
Se Gift Kr Diya.
Hum zindage Ki bheer me itnE Kho ge Faraaz,

Pta nhi chala Kab

Aalu 40 rupay or timatar 80 rupay Kilo ho ge..:-)
Deikh loo kya waqt aa gya Fraz
telenor ab day raha hai 19.99 + tax main unlimited SMS....


Wo Mujhse Is Baat Pe Zid Karta Raha

FARAZZ


Main Tay Honda Hi Lay Saan :)
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.