itne to burey na thy itne to burey na thy

itne to burey na thy itne to burey na thy
itne to burey na the jitne ilzaam lagaye logon ne faraz

kuch us ne humain badnaam kiya aag lagai apno ne...
  

May, 03 2010     111 chars (1 sms)     2563 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.



ishq ki rahoon mein do hi manzilen he faraz ....

ya dil me utar jana , ya dil se utar jana .
jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat"faraz"

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..


Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye ''Faraz''

Aankho''n Main Liye Phirta Hoon Darya Teri Khatir



Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya
FarAz
Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath.



Itni Aqeedat Hy Sharabioo Ku Tum Say Faraz


Kay Ager Tu Pilayee Tu Panee Sharaab Hoo Jaye...
Us ne honton se choo kar pani ko gulabi kardiya

Hamari Baat to or thi ae Faraz

Usne Machliyon ko bhi Sharabi Kar Diya.........


Bahana Kyun Tarasha Rooth Jane Ka ''Faraz''

Bas Itna Keh Dete K Dil Main Jaga Nahi Rahi
Hum to bejaan cheezon se bhi wafa krte han Faraz,

Uss mein to phir bhi meri jaan basi hai...
khuda salaamat rakhe un ko jo hum se nafrat karte hain....

"FARAZ"
pyar na sahi nafrat hi sahi kuch to hy jo sirf hum se karte hain....



Mera Moo''nh Kafan Se Khola Mere Pass A Kar Bola

FARAZZ

Yeh Naaya Libaas Kaisa Yeh Kahan K Hain Iraday
tu apni muhabat ka dawa na kia kar "faraz"

zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta.