teray darshan ko

teray darshan ko
teray darshan ko aa jatay hain teri galion main "faraz"

warna sara shehar baqi hai faqat awargi k liye
  

May, 03 2010     106 chars (1 sms)     1950 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Bohat roye kisi ki yaad ko seenay se laga kar
“FARAZ”


Ziker-e-KHUDA Kertay to aaj WALI hotay!!!



ham bewafa nahi yunhi badnaaam ho gaey Faraz,
hazaaron chahnay waalay thay kis kis se wafa kartay...
mat kar itna phoolon se piyar faraz.

koin k phoolon ka aashyan kanto mai hota hai.
Us ne honton se choo kar pani ko gulabi kardiya

Hamari Baat to or thi ae Faraz

Usne Machliyon ko bhi Sharabi Kar Diya.........


Arz kiya hai

Airport per kharey hain 10 jahaz




Airport per kharey hain 10 jahaz



jin may sey aik ka pilot hai faraz... :p ;->
Wo Exam Mein Betha Dosto'n K Muunh Hi Dekhta Reh Gaya

"Faraz"

Kyun K Usne Khud Hee Kaha Tha K
"Mujh Per 1 Ehsan Karna, K Mujh Per Koi Ehsan Na Karna"
in phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota "faraz"

kabhi sehray ki sajwat bante hain to kabhi qabaron ki ronak...
Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
na dekh asman ko itni hasrat sey faraz.

wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...


ungliya aj b ese soch me gum ha Faraz

us ne kese naye hath ko thama hoga!!!!!!!
Us ko chaha to mohabat ki samajh aai
Werna is lfz ki tareef suna krte the
manie us se kaha mujhe muhabbat ki saza do

faraz
.
.
.
.
.
.
.
.
.
us chawwal ne mere uper parcha karwa dia