Ye baat samajh me aayi nahi,
A
ur m
ummy ne samajhai nahi.
Mai kaise mithi baat kar
u?
Jab mithi chiz koi khai nhi.
Ye chand kaise maam
u hai?
Jab m
umy ka wo bhai nahi.
Ky
u lambe baal hai bhaal
u ke?
Ky
u usne triming karai nahi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya j
ungle me koi naai nahi.
Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon papi nahi?
Sam
undar ka rang ky
u neela hai?
Jab neel kisi ne milai nahi.
Jab school me itni neend aati hai.
Toh ky
u bed waha rakhwai nahi?
Ye baat samajh mein aayi nahi
A
ur m
ummy ne samjhai nhai.
…