ye kooche ye neelaam_ghar
dil_kashii ke
ye l
uTate h
ue kaarawaaN
zindagii ke
kahaaN hai kahaaN hai
m
uhaafiz Kh
udii ke sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai ye p
ur_peNch galiyaaN ye
beKhwaab baazaar
ye g
um_naam raahii ye sikkoN
kii jhankaar
ye ismat ke sa
ude ye sa
udoN
pe takaraar sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai ta'ff
un se p
ur_neem roshan ye
galiyaaN
ye masalii h
u_ii adh kh
ulii zard
kaliyaaN
ye bikatii h
u_ii khokalii rang-
raliyaaN sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai zaraa m
ulk ke rahbaroN ko
b
ulaao
ye galiyaaN ye kooche ye
manzar dikhaao
sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq ko laao
sanaa Khwaan-e-taqdii s-e- mashriq kahaaN hai