Two seater helicopter ek
qabristan main ghir kar
tabbah hogaya....
.
.
Ek sardar g ko investigation k lye bheja gaya.......
.
.
ek ghanta bad control room se
sardar g ko call ai aur latest
update mangi gayi... .
.
.
Sardar replied...Sir 930 lashain
nikal le gayi hain...baqion ko
nikalne k lye khudai jari hai...
Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
Sardar g As A Director :
U Should Jump 2 D Swimming Pool 4m 100 Ft Height ...
Hero:
I Don''t Knw Swiming
Sardar g :
Oye Don''t Worry Yaar Pool Is Empty ... :-p
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.