kuch SMS Messages1498 messages

Reporter: Hakumat ne Sawat & Malakand mutasareen ka bohat help kya
Khana, Pani, Kapre, Camp ko sab kuch dya.




Pathan: Khak help kya! Hukumat ne NASWAR to behja he nhi.
Year 1963
-
-
-
Aug 3rd
-
-
-
Evening, 07:48
-
-
-
Uss waqt kuch nahi hua tha.
Chalo apna kaam karo!
Sara din sms padte rahte ho!!
Main ne kaha k pyar mein kuch
b kr sakta hn,
Us ny muskra k kaha hmara is dfa
bijli ka bil tum dna,
<(‘,’)
O MAIN TO AYNWI AYNWI
AYNWI AYNWI LUT GYA.
Shakespeare Said:
"Grome Thecanx nimtejat peradege. Tinta reamy pejage."
.
.
.
Samajh Aaya kuch?
.
.
Nahi Na?
.
.
.
Ulti Seedhi Baaten He Karta Tha...
.
Nafsiyati Tha Salaa...
Mana k bura hun mgr itna bi ni hun

kuch nazron se gira hun mgr itna bi ni hun
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate,
kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate,
aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
kuch dost pal bhar me bhula diye jate hain
kuch dost pal-pal yad aatey hain

hum apse yahi puchna chahte hain
k dosto ki is qataar me hum kahan aatey hain
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si,
Kabhi Gulzaar Kabhi Bezaar Si,
Kabhi Khushi Hamare Sath Sath,
Kabhi Gamon Ki Barsat Si,
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si...
Kabhi Toofan Mein Bhi Hai Raaste,
Kabhi Manzilon Ka Pata Nahi,
Kabhi Do Kadam Pe Zindagi,
Kabhi Sadiyon Tak Intezaar Si,
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si...

Kabhi Har Pal Imtihaan Hai,
Kabhi Bin Maange Inaam Hai,
Kabhi kuch Nahi,
Kabhi Sab kuch Si
Ye Zindagi Badi Ajeeb Si,
Kabhi Gulzaar Si Kabhi Bezaar Si...
“Kash kuch Dino ke Liye Duniya ko chor jana Mumkin hota

“Faraz”

suna hai Log bohat yaad kerte hein Duniya se chale jany k baad..!!”
is umar men itni b phurti achi nai faraz!
ak laat teri qabar men hai kuch to khyal kar
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai