Is umar main itni phurti

Is umar main itni phurti
is umar men itni b phurti achi nai faraz!
ak laat teri qabar men hai kuch to khyal kar
  

Jul, 17 2013     86 chars (1 sms)     2572 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

Un K Ghar K Saamne Naach Naach Kar chapaL Tak Torr Di hum ne "Faraz":-(

Zaalim enjoy KRNe K Baad Keh Gayi K!
"Pappu Cant Dance.%-) sala.


China Ka Mobile Kabhi Bhi Na Lena Faraz....



Us K Cameray K Result Itna Acha Nhi Hota.....
Ik umr ki judai mera naseeb kr k,

Wo tu chla geya hai batein ajeeb kr k.

Tarz-e-wafa ko uski kya naam doon, "Faraz"

Khud door hona chahta ha mujy qareb kr k
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...


AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai "Faraz"!

Sun K Meri MaRne Ki KhabaR Wo Roya Kyun Tha.!
Faraz kya milan ki ab justujoo karein,

Tabiyat zyaada kharab ho to doctor se rujoo karein
Mera to ye sun kar heart he fail hogaya
.
.
.
.
.
.
.
FARAAAAZ
.
.
Jab meri kaam wali maasi ne kaha:







Begum Sahaba FaceBook pe mujhe bhi add karlo :-D

suna tha dil samndar se bhi gehra hota hy faraz...

hairan hon samaya nahi is me tairay siwa koi.

na dekh asman ko itni hasrat sey faraz.

wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...
halaat ne tor daya kachay dhagay ki trha warna faraz.

mery waday b kabhi zanjeer hua kartey they..
sirf ausy aitna keh dena faraz.

me us k baghair tanha nahi...

Woh Shaks Bhala Mera Kia Saath Nibhaye Ga
FARAZZ
Mosam Ki Tarah Jis ne Seekha Hai Badal Jana