anchi ban
ker daal se urd gaya mera Bachpana
Zamana
kitna badal gaya mai aaj bhi wahin pe hoon
Yaad ban
ker aan
kh se behgaya mera Bachpana
Tha to mere sath hi na jaane
kounsi ghadi
Zindagi
ki bheerd mein Bichard gaya mera Bachpana
Na hotu us zalim se hamein mohabbat
kabhi
kash jo hota sath mere mera Bachpana
Dil na dhad
ka hota mera
kabhi us
ke liye
Ager jawani
ka taaj pehna
ker na jaata mera Bachpana
kahan gayin wo rangeeniyan jo sath thi mere us umr mein
Wo lamhe youm hi sath hote jo sath hota mera Bachpana
koi loutade mujhe mera bachpan
kahaan gum hogaya woh
kyoun is bheerd mein tanha mujhe chord gaya mera Bachapana