kathin he rah guzar thori door saath chalo
buhat
kara he safar tori door saath chalo
tamam umar
kahan saath deta he
ye jaanta hoon magar'' thori door saath chalo
nashe main choor hoon main b tumhain b hosh nai
bara maza ho agar thori door saath chalo
ye e
k shab
ki mulaqaat b ghanimat he
kise he
kal
ki
khabar thori door saath chalo
abhi to door hain chirag rahon
ke!!!
abhi he door sahar thori door saath chalo
tawaaf e manzil e janaan hamain b
karna he
faraz tum bhi agar thori door saath chalo.