Aj mehfil-e-yaaran mein ronaq na thi,
Udassi thi chaaii hasi bhi na thi;
Mus
kurahat thi logoon
ki itni banawati,
Chehroon pe wafa
ki woh tazgi bhi na thi;
kaloos
ke saray jazbay thay sard is
kadar,
Aj suraj
ke
kirnoon mein tapish bhi na thi;
Meray dard
ko log
kia mahsoos
kerte,
Meray ansoon mein nami bhi na thi;
Meri zaat
ko qabool
kerte woh
kis tarah,
Aj maut
ki bhi qabooliat
ki arzoo na thi;
Sawaal poocha
keh nazroon mein teri aisa manzar tha
kyun,
Jawaab aaya
keh SAAHIL
ki nazroon mein Woh Jo Na Thi;