Hum safar ban
key hum saath hain
aaj bhi
phir bhi hai ye safar ajanabi ajanabi
Raah bhi ajanabi mord bhi ajanabi
jayein ham
kidhar ajanabi ajanabi
Zindagi ho gai hai sulagata safar
door ta
k aa rahaa hai dhuaan saa nazar
Jaane
kis mord par
kho gai har
khushii dey
key dard-e-jigar ajanabi ajanabi
Hum ney chun chun
ke tin
ke banaaya tha jo
aashiyaan hasaraton se sajaayaa tha jo
Hai chaman mein wahi aashiyaan aaj bhi lag raha hai magar ajanabi ajanabi
kis
ko maalom tha din ye bhi aayeinge mausamon
ki tarhan dil bhi bada jaayeinge
Din hua ajanabi raat bhi ajanabi
har ghari har pahar ajanabi ajanabi