Apni
khushiyan luta
kar tujh pe
kurban ho jaon,
kash
kuch din tery shehr main mehman ho jaon,
Tu apna nayab DIL mujh
ko de day aur phir mangay,
Main mu
kar jaon aur bey-imaan ho jaon,
Tu mujh pe sitam
karay har
kisi
ki tarha,
Main teri is ada par b meharban ho jaon,
Tu mery paon
k nichay se zameen
kheench layaur main tera aasman ho jaon
Tu mujhse door door bhagti phiray,
khuda
koi mujzaa
karey aur main tera NAAM ho jaon...