kabhi yun jo ho
kisi din agar
kabhi tu jo sar-e-raah miley
main hazar lamhon
ko
khench
kar
ye jo chalta waqt hai...baandh doon
ye jo gardishain hain zameen
ki
isi e
k lamhay pe ru
ki rahain
main ta
ka
karon tujhy jazab se
yunhi pyar se yunhi shoq se
teri har ada
ko samait loon
main hisar-e-jaan main saja ra
khon
tu jo paas ho tou main jee sa
kon
tu jo duur ho na jiia
karon...
kabhi yun jo ho
kisi din agar
mere humsafar tu jo na miley
main hazar dhar
kanon
ko
khench
kar
ye jo chalta dil hay...baandh doon
ye jo silslay hain meri saans
k
teri duuri main hii haar doon
tu jo paas ho tou main jee sa
kon
tu jo duur ho...na jiia
karon...!!!!