teri yadoon
ke bina
koi lamha guzara nhin
i
k pal nhin jub tumein hum ne pu
kara nhin
meri na
kamiyun
ka itna be gham na
ki jiye
agar app jeetey hein toh mein hara nhin
ye naqsh_e_dard
kesey utara jayein chehrey se
mein ne abi app
ka gham dil se utara nhin
tere bin yoon
kat rahi darya_e_zindagi mein
kashti be hai maaji be hai
kinara nhin
kar ra
kha hai jiss ne sarey ghar mein ujala
ansoo hein mera ye
koi toota houa tara nhin
kiss
ko galey laga
ke royein namuraad hum
iss bhari duniya mein apna
koi sahara nhin
mareez_e_ishq hai tamanai
khud
kushi
ka ab
gehrey hein dil
ke za
kham aur
koi chara nhin!