Apnay hothon par sajaana chahta hoon,
Aa tujhay main gungunana chahta hoon !
koi aansoo tery daaman par gira gar,
Boond
ko moti banana chahta hoon !
Tha
k gaya main
kartay
kartay yaad tuj
ko,
Ab tujhay main yaad aana chahta hoon !
Cha raha hai saari basti mein andhera,
Roshni
ko ghar jalana chahta hoon !
Aa
khri hich
ki teray zaano pay aayey,
Maut bhi main shayraana chahta hoon !
Apnay hothon par sajaana chahta hoon,
Aa tujhay main gungunana chahta hoon