Her jaanib samundar hai
kinaara
kiyun nahi milta..
Mere Maula bataa
Mujh
ko sahaara
kiyun
nahi milta..
Mujhe is shehar mein din bhar
Hazaaron log milte hein..
Jissay mein doondnay ni
kla
hoon woh pyaara
kiyun
Nahi milta..
Jissay Chaha, Jissay Pooja,
Jissay Socha, Jissay Li
kha,..
Mere Maula mera us se
Sitaara
kiyun nahi milta..
Bohat hi door hai manzil Bhata
kna
hai
kab Tala
k,
Yah Rab..
kissi
ki An
khon
ka mujh
ko
Ishara
kiyun Nahi Milta...