B SMS Messages22988 messages

Aksar uddas rehta hoon
Shehr-e-tanhaee say
Koi qaafila
Teri simt jata nahi
Kon hay jo teri khaBar day
Mujhay !
Anjaan rahon pay
Gaye waqt ki dhool kay siwa
Kuch nahi..........
shayad iss lye mai aksar udaas rehta hon
Aaj ke daur mein aey dost ye manzar kyuN hai
zaKhm har sar pe har ik haath mein patthar kyuN hai

jaB haqeeqat hai ke har zarrey mein tu rehta hai
phir zameeN par kahin masjid kahin maNdir kyuN hai

apna aNjaam to maalum hai saB ko phir Bhi
apani nazaron mein har insaan sikaNdar kyuN hai

zindagi jeeney ke qaaBil hii nahii aB "Rahi"
warnaa har aaNkh mein ashkon kaa samaNdar kyuN hai
Shaam Tak SuBha ki Nazron se Utar Jaatay Hain
itnay samjhoto pe jeetay Hain ke Mar jaatay Hain

Hum to Be Naam iraadon ke Musaafir Hain "Tanha"
Kuch Pata Ho to Batayen kidhar Jaatay Hain

Ghar ki Girti Hui deevarain Hi Mujh se Achi
Raasta Chaltay Hue Log Thahar Jaatay Hain

Ek judai ka wo Lamha ke jo Marta Hi Nahi
Log Kahtay thay SaB WaQt Guzar Jaatay Hain

Phir Wahi Talkhi-e-Haalat MuQaddar Thahri
Nashe Kaise Bhi Hoon Kuch Din Main Utar Jaatay Hain
Aks-e-khushBoo hoon, Bikharnay say na rokay koi
Aur agar Bikhar jaoon to mujh ko na samaitay koi

Kaamp uth-ta hoon main yeh soch k tanhaee main
Meray chehray pe tera naam na parh lay koi

Jis tarah khuwaaB meray ho gaye reza reza
Iss tarah say na kaBhi toot k Bikhray koi

Main to uss din say harasan hoon k jaB hukam milay
Khushk phoolon ko kitaBon main na rakhay koi

AB to iss rah say wo shakhs guzarta Bhi nahi
AB kis umeed pe darwazay say jhankay koi

Koi aahat, koi awaz, koi chaap nahi
Dil ki galiyan Bari sunsaan hain, aye koi
Kuch khone ko ji chahta hai

Aaj rone ko ji chahta hai

Jagte mein saB dekh liya yaro

AB sone ko ji chahta hai

Teri aankh mein apna aks dekh ker

Kajal honey ko ji chahta hai

Chandni dekh ker humein Bhi

Chand hone ko ji chahta hai

SuBah se Bohat hass liya ke

Aankh Bhigone ko ji chahta hai

Wo Bohat pyara hai magar aB

Juda hone ko ji chahta hai

Tere Dagh-e-Dil dekh ker Jaana!! Apne

Dagh dhone ko ji chahta hai
Khud say ruthoon to kayee roz na khud say Boloon
Phir kisi dard ki deewar say lag kar ro loon

Tu samander hai to phir apni sakhawat Bhi dikha
Kya zaroori hai k main pyaas ka daaman kholoon

Main k ek saBr ka sehraa nazar ata hoon tujhay
Tu jo chahay to teray wastay darya ro loon

Aur meyaar rafaqat k hain aisa Bhi nahin
Jo mohaBBat say milay saath isi k ho loon

Khud ko umron say muqfal kiye Betha hoon faraz
Who kaBhi aye to khalwat-kada e jaan kholoon

Bay zameen logon ko
Bay qarar ankhon ko
Bud naseeB qadmo ko
jis taraf Bhi lay jain
raston ki marzi hay
Bay nishan jazeeron par
Bud guman shahron mai
Bay zuBan musafar ko
jis taraf Bhi Bhatka dain
raston ki marzi hay
rok dain ya Barhny dain
thaam lain ya girnay dain
wasal ki lakeeron ko
toor dain ya milnay dain
raston ki marzi hay
ajnaBi koi laa kar humsafar Bana dalain
saath chalnay walon ki rakh Bhi ura dalain
ya musaftain saree
khaak mai mila dalain
raston ki marzi hay

In kitaBo me titliyan rakh ja
kuch to aapni nishaniya rakh ja,

Log thak har ke na laut aaye,
raste me kahaniya rakh ja.

Muntazir Koyee to mille tujhko
Ghar ke Bahar udasiyan rakh ja.

Aaj toofan Bhi akela hai
tu Bhi sahil pe kashtiya rakh ja.

Ho raha hai agar juda mujhse
meri ankho pe ungliya rakh ja.
Miley Kaisey Sadiyoun Ki Pyaas Aur Paani, Zara Phir Sey Kehnaa
Badri DilruBaa Hai Yeh Saari Kahaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Kahaan Sey Chalaa Thaa Judai Ka Saaya, Nahien Dekh Paaya
Kay Rastay Mein Thi Aansoyoun Ki Rawaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Hawa Yeh KhaBBar Tou Sunaati Rahey Aur Mein Suntaa Rahoon
Badalney Koo Hai AB Yeh *Mousum Khizaani*, Zara Phir Sey Kehnaa

Mukar Jaaney Waala KaBhi Zindagi Mein Khusi Phir Naa Paaye
Younhi Khattam Kar Lein Chalo Yeh Kahaani, Zara Phir Sey Kehnaa

Samay Kay Samandar! Kaha Tu Ney Jo Bhi, Suna Par Naa Samjhe
Jawaani Ki Nadi Mein Thaa Taiz Paani, Zara Phir Sey Kehnaa

Mumkin ho aap se to Bhula dijiyey mujhay
Pathar pe hoon lakeer, mita dijiyey mujhay
Hur rooz mujh se taaza shikayat hai aap ko
Main kia hoon, aik Baar Bata dijiyey mujhay

Mere siwa Bhi hai koi mozoo-e-guftugu
Apna Bhi koi rang dikha dijiyey mujhay
Main kia hoon, kis jagah hoon, mujhay kuch khaBar nahin
Hain aap kitni duur zara sada dijiyey mujhay

Ki main ne apne zakham ki tash''heer ja Baja
Hum mantey hein jurm, saza dijiyey mujhay
Qaim to ho sakey koi rishta ap key saath
Gehre samandaroon main Baha dijiyey mujhay

ShaB Bhar kiran kiran ko tarasnay se faida
Hai tairgi to aag laga dijiyey mujhay
Jaltey dinoon main khud pas-e-deewar Baith kar
Saaye ki justuju main laga dijiyey mujhay
meri rooh main jo uter sekain woh mohaBBatin mujhay chahiyain
jo saraaB hoon na aazaB hoon woh rafaqatain mujhay chahiyain

inhain saetoon ki talash hay jo calenderoon say uter gain
jo samay k sath guzar gain wohi fursatain mujhay chahiyain

kahin mil sekain to samait la meray roz-o-shaB ki kahaniyan
jo ghaBaar waqt main chup gain woh hiqayatain mujhay chahiyain

jo meri shaBoon ka charagh thay jo meri umeed k Baagh thay
wohi log hain meri arazo wohi souratain mujhay chahiyain

teri qerBatain nahi chahiayin meri shairy k mizaaj ko
mujhay fasaloon say doaam day teri ferqatain mujhay chahiyain
Main yeh kehta hon ke
phir se dil lagana chahiye

Neend ki aghosh main
sapna suhana chahiye

Dil ki lau ko sard kar
dena aqal mandi nahi

Dil lagane ko agar-chay
ek zamana chahiye

Koi taaza phool le kar
milne aa jaye to phir

Apne zakhmi jaan-o-dil
ko Bhool jana chahiye.