B SMS Messages22988 messages

Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao
Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao

Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki
Bhot Aasaan ho, thory Bhot dushwaar ho jao

Mulaqakto mein wafa ls liye hona zaroori hai
Ke tum ik Din Judaaee ke liye Tayaar ho jao

Main Kesi Chal chalati Dhoop ke Sehra Se ayi hoon
Bas aB Esa karo , Tum Saya-e-Dewaar ho jao

Tumhary paas deny ky liye jhoti Tasali ho
Na Aay Esa Din , Tum isqadar Nadaar ho jao

Tumhy Maloom ho jaye ga Kese Ranj Sehty hai
Meri itni Duaa hai Kaash tum "Tanha" Fankaar ho jao
Kitni Aziyat Se Us Ne Mujh Ko Bhulaya Ho ga
Meri Yadon Ne Usay KhooB Rulaya Ho Ga

Baat Be-Baat Aankh Us Ki Jo Chalki Ho Gi
Us Ne Chehray Ko Bazuon Main Chupaya Ho Ga

Socha Ho Ga Us Ne Din Main Kayi Bar Mujhay
Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh K Mitaya Ho Ga

Jahan Us Ne Mera Zikar Suna Ho Ga Kisi Se
Us Ki Aankhon Main Koi Aansoo To Aya Ho Ga

Raat K Bheegnay Tak Neend Na Ayi Ho gi Tujhay
Tu Ne Takiye Ko Bhi Seenay Se Lagaya Ho ga

Ho K Nidhal meri Yadoon Se Tu Ne Jana
Meri Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Ho Ga

Poocha Ho Ga Jo Kisi Ne Teri Haalat Ka SaBaB
Tu Ne Baton Main KhooB Us Say Chupaya Ho Ga
Ager wo meherBan hota tu
Meri aankh mein yeh jhilmilati nami na hoti
Meray dil ki wadi mein khazan ka qafla na rukta

Ager wo meherBan hota tu
Meri Benoor aankhon mein sitaaray qaid ker deta
Meri zakhmi hatheli pe ik phool dhar deta

Meray haton ko haton mein leker wo yeh kehta
MuhaBat rang hai, khusBu hai,
Roshni hai , Sitara hai

Qasam muj ko muhaBat ki
Muje tu saB se payara hai

Meger wo aisa taB kehta

AGER WO MEHERBAN HOTA
Tanhayi to aur ek tanhayio ko dost Banatey hai,
Dost jo dosti ki kasam niBhatey hai,
Eh dost tu mujhe chor na jana
Hum to apna sarey gham tujpey utaar detey hai
AB kisi se koi gila hi nahi
Jis ko Chaha tha woh mila hi nahi
Yeh to saB khel hai NaseeBo ka
Apni Qismat main woh likha hi nahi
Woh jo ek shaks hum ko Pyaara tha
Aisa Bichrra ke phir mila hi nahi
Jaa chuka hai woh door yun hum se
AB milne ka koi aasra hi nahi
Sirf Bandhan ko viswas nahi kehte,
Har aansu ko jazBat nahi kehte.
Kismat se milte hai ye riste zindagi mein,
isliye rishto ko KaBhi itefaq nai kehte
Zindagi se Bas yehi gila hai,
Khushi ke Baadh kyu gham mila hai.
Humne to unse wafaa hi ki thi,
Par nahi jaante the
ki wafa kaa Bewafaai hi silaa hai.
Dil k zakhmon ko
chupana para,

Palkain Bhigee thi par
muskrana para,

kaise ultey hain ye
muhaBat k rawaj,

Roothna chahte they
par unko manana para..->
ABhi is taraf na nigah ker main gazal ki palkain sanwar loon
Mera lafz lafz hai aeinah tujhey aeineu main utar-loon

Main tamam din ka thaka hoowa tu tamam shaB ka jaga howa
Zara theher ja isi moor per tere saath sham guzar loon

Ager aasman ki numa-e-shoon main mujhay Bhi izan-e-kayam ho
To main motioun ki dukan say tayri Baleeyan tere haar loon

Kahain or Bant day shohratain kahain or Bakhsh day izatain
Mere paas hai mera aaenah main kaBhi na gard-do-ghuBar loon

Kai ajnaBi teri rah main mere pass say yun guzar gaey
jinhain daikh ker yeh tarap huee ter a naam ley ke pookar loon
Dena hai tohfa to Jfayen naa do mujhe
gin gin ke apne sar kii Blayen naa do mujhe,

Brasey gii ye to Bhraye gii dil ki pyaas
ashqon ki gram gram ghatayen naa do mujhe,

ae mere dost mein to mussafir hun suBha kaa
Bekaif[Bikhri] sham-e-gum kii fizayen naa do mujhe

naBz-e-hayat duB chuki ae mere huzoor
jeena hai aB mohal, duwayen na do mujhe,

jeenay se jee to Bhar hi chukaa hai
iss jahan mein aB zindagi ki aur duwayen naa do mujhe,

ujrey huye chaman kaa hun phool mein gazal
isko kucchal ke aur szayen naa do muhe...

main tum say Bicher ker nahi faryaad keroonga
ye Bhool jaoo k main tumhay yaad keroonga

is shehr e Baywafa main wafa ki qadr kahan
aB ja k main sehraoon ko aBad keroonga

ger dil k taluq say hay inkar wo kerta
main rooh k rishtay say Bhi azad keroonga

shayad khushi sakoon main rahat na mili hoo
gham day k apnay dil ko main aB shad keroonga

dil Bhi udaas rah k aB ukta sa gia hay
aB to niya hi shughl main ijaad keroonga

hay mera zarf teri wafa say kahiin Barh ker
ay Baywafa tujhay main kion BarBaad keroonga

tu Bhi Bichar gia hayye dil Bhi udas hay
kis say Biyaan apni main roodad keroong
KitaBe dil pe likhte the kitne he afsane!
Kuch kissey naye the or kuch purane.

Kuch unka jikar jo laBhi rang-e-jaan se the kariB,
Kuch voh jo aye Bhi lagte hai Begane.

Kuch aise rut, koi mausam aya,
Khushiyo Bhare geet lage gun gunane.

Ajj Bhi mera dil iss aas par jinda hai,
Ki ek roz to ayegi vo hum se manane