B SMS Messages22988 messages

Apni tanhai mere naam se aBaar kare,

Kon hai jo mujhe is trha se yaad kare,

jis k Ansoun se meri rooh kanp uthe,

Hai koi aisa jo Mujhe pane ki yu faryad kare.>
Har darkhan k sath dil
tera naam leta hai,

Tera khayal meri tooti sansoon ko tham leta ha,

JaB Bhi tanhaeyan
Satati hai,

Tera tassawor mera haath thaam leta hai.>
"SANS"

Linay se teri yaad ati hai,

Yad anay se meri Jaan
jathi hai,

Kaisey kah don k sirf sans se zindagy hai,

Sans Bhi tu teri Yaad k Bad ati hai.>
Tanhai mere kaan me kuch kehne lagi he,

Ek zaat meri zaat me gum rehne lagi he,

Jisko Aankh ko kisi ne B rote nhi dekha,

Wo Aakh teri yad me num rehny lagi hai.>
Zindagi ek raat hai..

Jis mein na jane kitne khuwaB hain,

Jo mil jain wo Apne hain,

Jo Toot jain wo sapne hain.>
Aey dost meri chahaton par
aitraz na karna,

Rahe sath hamara Bus ye
dua karna,

Main don sath tumhara zindagi k har mor par,

Ager zindahi kam par jay to maaf karn
Tumhain Bakhsi hay dil ki hukmarani, aur kya detay?
yehi thi Bus hamari rajdhani, aur kya detay?

saja ker sir hatheli per gaye thay koo-e-jana me
hum apnay ishq main unko nishani aur kya detay?

woh hamsay mangta tha umar ka ik dil-nasheen hissa
na detay usko hum apni jawani, aur kya detay?

Sitaaron se kisi ki maang Bherna ik fasana hay
tumharay naam likh di zindagani, aur kya detay?

Bichartay waqt usko ik na ik tuhfa to dena tha
Hamaray paas tha aankhon me paani, aur kya detay
Barhayin meri payas ko aksar teri ankhain
sahra mera chahra hay..samandr teri ankhain

mumkin ho tu ik taza ghazal aur B kah lon
phir orh na lain khawB ki chadar teri ankhain

yun daikhty rahna usy acha nahi mohsin
wo kanch ka paikar tu pathar teri ankhain
apne hoontoon pe sajaana chaahta hoon
aa tujhe main gungunaana chaahta hoon

koi aansoo tere daman par gira kar
Boond ko mooti Banaaana chaahta hoon

thak gaya main karte karte yaad tujh ko
aB tujhe main yaad aana chaahta hoon

chaa raha hai saari Basti main andhera
roshni ko ghar jalaana chaahta hoon
Majal ha koi mujh say tujhy juda kr dy
jahan B jay ga tu mein tujhy sada don ga

teri gali main Bohat dee sy khara hon magar
kesi ny puch lea tuu jawaB kaya don ga

meri khamosh negahon ko chasm_e_num sy na dekh
mein roo para tuu dilon k taBq hela don ga

yunhi udas raha tuu dekhna mein ek din
tamam shehr tanhaiaan Becha don ga

Ba pas_e_sohBat_e_derina koi Bat B kr
nazar mela tuu shai mein tujhy Dua don ga

Bulaon ga''na melon ga''na khat lekhon ga tujhy
teri khusi k leay khud ko har saza don ga

aB tuu rat ha kuch deer so hi ly Nasir
koi Bulay ga tuu mein tujhy jaga don ga..!!
Ek haseen khwaaB tha ki hakeekat kaise jaanon main,
Apni saanson mein teri khushBoo aB tak pehchanoon main.

Tum is tarah mujhme samaayi thi ki jaise koi faasla na raha,
Sone do thodi der aur aB khud ko kyun aaj aB jagaoon main.

Kuch lamhe kaise Beet gaye ehsaas na hua,
Apne Badan se alag tujhe kyun pehchanoon main.

Teri zulfen mujhse aaj Bhi lipat ke yun sawaal karti hain,
Tumhare paas Bhi jawaaB na hoga ye aB jaanoon main.

Kyun is tarah tumne mujhe jaane diya ye gawaara nahin mujhe,
Chupa ke rakh leti mujhe agar, taB teri diwaanagi ka kaha maanoon main.

Koi khushnaseeB pal yun guzra tha mujhe choo kar aise,
Ek ehsaas apni dhadkan mein aaj tak Behta janoon main.
jaB ghata koi toot kar Barse
dil mera tere lams ko tarse

phir tera naam shaam tanhaii
sehmi sehmi hai dhadkane phir darr se

haal andaar ka Bass khuda jane
kitna roshan hai diya Bahar se