B SMS Messages22988 messages

kitne parvane jale raaz ye pane ke liye
Shamma jalne ke liye hai ya jalane ke liye?

Ronewale tujhe rone ka saliqa Bhi nahi
ashq pine ke liye hai ya Bahane ke liye?

Aaj kah dunga shaB-e-gum ki shararat unse
roz aa jati hai kamBaqt satane ke liye

humko maloom tha aap ayenge mere ghar lekin
khud chala aya hoon yaad dilaneke liye .!

Gham me hasne walo ko kaBhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna Banaya nahi jata
Benaam Sa Ye Dard...Thehar kyon Nahi Jata
Jo Beet Gaya Hai...Woh Guzar Kyon Nahi Jata.

SaB Kuch To Hai...Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein
Kya Baat Hai...Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata..

Woh Ek Hi Chehra To, Nahi Sare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata...

Main Apni Hi Uljhi Hoi...Raho Ka Tamasha
Jate Hain Jidhar SaB...Main Udhar Kyon Nahi Jata...

Woh Naam Jo Na Jane KaB Se, Na Chehra Na Badan Hai
Woh KhawaaB Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata...!
teri yaad hamein jeene nhi deti,
reh reh ke rolati hai sone nhi deti,
jaB kaBhi hansi laBoon pe aati hai,
teri yaad ke sath voh Bhi chali jati hai,
ujhra chaman hai mera Banjhar hai es ki zameen,
yeh inaam mile hain teri mohaBBat mein hameen,
jaB kaBhi verane ko aaBaad karna chahte hain
le ke tera naam jee Bhar ke ro lete hain,
mujhe gawara hain yeh tanhaiyaan yeh veraaniyaan,
mere mehBooB tune diye hain Bare kam khazane hameen,
teri yaadoon ko dil mein Basa ke palkoon pe motiyun ko saja ke,
jee rahe hain MAHEK teri yaadoon ko apna Bana ke.
Buhat Si KitaBein
Buhat Si CDs Aur Cassetes
Buhat Si Betuki Oppointments
Doston se Phone Par LamBi Taweel Guftagu
Yah Phir Uljhi Rahon Par Chalte
Yonhi Waqt Bitana
Be Simat Raston Par Bewajah Khaak Urana
Yah Phir Net Ke Uljhawon Mein
Be Tarah Khud Ko Uljhana
Baat Be Baat Hansne Ke Bahanay
Buhat Hain Khush
Duniya Ko Dikhane Ko
Kitne Bahane Dhoondta Hai Dil
Faqat Usse Bhoolane Ko..........!
vo KhvaaB thaa Bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
magar iss dil ko kyaa huaa, kyon Bujh gayaa pataa nahin

har ek din udaas din tamaam shaB udaasiyaan
kisii se kyaa Bichha.D gaye ki jaise kuchh Bachaa nahiin

vo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin
qadam qadam safar me.n aB koii Bhii laB duaa nahin

ham apane is mizaaj mein kahin Bhii ghar na ho sake
kisii se ham mile nahii.n kisii se dil milaa nahin

hai shor-saa taraf taraf ki sarahadon kii jang mein
zamii.n pe aadamii nahii.n falak pe kyaa Khudaa nahin
maray khowaB maray sapnay saB maray tak han
maray Bad inhan yad karay ga kon
mari chahat Ban jay gi afsana
mari muhaBat ko yad karay ga kon
maray tak han ya tama sundar nazaray
maray Bad inhan aaBad karay ga kon
mari kahaniyan Bikhran gi rahoon par
maray asfanoon ko yad karay ga kon
mari khtaoon ko shomar karay ga zamana
mari wafoon ko yad karay ga kon
jo guzarahay thay hum nay zamnay mill kay
on zamanoon ko yad karay ga kon
mari ahan maray sath ho jain gi dafan
maray ashkon ko yad karay ga kon
ik tum say ha zinda ya chahat mari
tum hi na ho gay tu yad karay ga kon
aakay is sath ko yadgar Bana lan
kal kaya pata is yad ko yad karay ga kon
Tumhare Gam Ka Mausam Hai ABhi Tak,
LaB-E-Tashnaa Pe ShaBnam Hai ABhi Tak,

Safar Mein AaBle Hi AaBle The,
Magar Pairon Mein Dam-Kham Hai ABhi Tak,

Tumhare Band Dar Mujhse Khafa Hai,
Mere Jeene Ka Matam Hai ABhi Tak,

Teri AaB-O-Hawa Raas Aa Gayi Thi,
Bichhad Jaane Ka Kuch Gam Hai ABhi Tak,

Gayi Rutt Mein Hui Thi Fasal Achhi,
Idhar Paani Gira Kam Hai ABhi Tak,

Main Khud Ko Dhundta Phirta Hoon SaB Mein,
Junoon Ka Ek Aalam Hai ABhi Tak..
Dost Ban kar Bhi nahin saath niBhaaney wala
Wohi andaz hai zaalim ka zamaaney wala

AB usey log samajhtey hain giraftar mera
Sakht naadim hai mujhey daam main laaney wala

Kya KhaBar thi jo meri jaan main ghula hai itna
Hai wohi mujh ko sardar Bhi laaney wala

Tere hotey huey aa jati thi saari dynya
Aaj tanha hu to koi nahin aaney wala

Kya kahen kitney marasim they hamarey us se
Wo jo ik shakhs hai munh phaer kar jaaney wala
Meray MaRnay K Baad Meri Khaani Likhna
KaiSay BarBaad hOii Meri Jawani Likhna

Yeh Bhe Likhna Usay InteZar Tha BOhet
AakhRi SanSOun Ki jAB hOii Rwanii Likhna

Aur Kya Likhna hAi mUghe kUch Yaad Nahien
AankhOn Mein Aaya Tha BOhet Pani Likhna

Jo Pyar Sey Khai Thien Qasmien Us Ney
Un QaSmOun Ki Kya hOii MehaRBani Likhna

Ik Mein Nahien hOn dUnya Mein mansOor
BArBaad hOi IShq Mein Jis Kii Jawani Likhna

Aur Likhna K Daitay Tha dUa tUghay
Haath Bahir Thay Kafan Sey NiShani Likhna
Ansoon Kyun Nahi Rukte Mere
Dard Kiun Nehi Kam Hota Mera

Ansoon Ki Barish Main Kyun DooBa Rehta Hoon
Tanhai Main Kyun Rota Rehta Hoon

Na Jeta Hoon Na Marta Hoon
Us Ki Yaadon Main Rota Rehta Hoon

Pata Hai Wo KaBhi Nehi Milay Gi Mujhe
Phir Bhi Us Ka Intazar Rehta Hain Mujhe

Usay Bhool Kar Kasi aur Ko Appna Banana Cahata Hoon
Per Koi Muj Jase BadnaseeB Ko Apnana Nahi Cahata Hai

Har Koi Kahta Hai Main Tere Saath Tere Har Muskil Main Saath Doon Ga
Waqt Anay Per Har Koi Mun Mor Kyun Leta Hai

JaB Mujhe Kisi Kay Saath Ki Zarrort Hoti Hai
To Mujhe Koi Saath Kyun Nahi Deta Hai
Samahet kho chuka tha kiya usay sada daitay
Yahi Bohat tha kay yah wakaea Bhula daitay

Humaray ikhtiyar main hota gar yah sanam
Tairay khatoot kiya tasweer B jala daitay

Na dushmni B saleekay say ho saki tum sy
Diya tha aas ka ik Bar hi Bujha daitay

Yahi Bohat hy k khud ko samBhaal kr rakha
Hum unko mil B jo jatay to woh ganwa daitay

Jo apni zaat me dhoka aor faraiB thy CHANDA
Woh humain kaisay wafa ka koi sila daitay