B SMS Messages22988 messages

Meethi neend Meethe khwaaB,
Ho Gaya savera aB to jago janaB.
Chand Bhi chup gaya fir rat K intezar Me,
1 naya din shuru karo apni manzil ki talash Me.
USS se milney ko kaBi hum Jo machal Jatey hain.

To khayalo Me Bahot door Nikal Jatey hain.

Gar wafaao me sadaqat B ho shiddat B.

Phir to ehsaas se pather B pighal Jateay hain.

Uski aankho k nashey me hon JaB se dooBa.

Larr-kharatey hain kadam Or sanBhal Jatey hain.

Bewafaai ka mujhey JaB B khayal aata hai.

Ashk rukhsaar pe aankhon se phisal Jatey hain.

Piyar me aik hi mosam hai Bahaaron ka Faraz.

Log moosam ki tarah kaisey Badal Jatey hain.?
"ABhi Hasna Sikha Hi Tha,

Ki Rulane Wale Bhi Aa Gaye"

"Duniya Walo Ki MohaBBat To Dekho,

ABhi Hum Thik Se Mare Bhi Nahi

Or Jalane Wale Bhi Aa Gaye....."
Pathar Ki Hai Duniya JazBaat Nahi Samajti,
Dil Main Kya Hai Wo Baat Nahi Samajti,
Tanha To Chand Bhi Hai Sitaro Ke Beech,
Par Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samjti….!!!!
Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,
Main Kahu Bhi To Muj Pe AitBaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse MohaBaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna…..!!!
anchi Banker daal se urd gaya mera Bachpana

Zamana kitna Badal gaya mai aaj Bhi wahin pe hoon
Yaad Banker aankh se Behgaya mera Bachpana

Tha to mere sath hi na jaane kounsi ghadi
Zindagi ki Bheerd mein Bichard gaya mera Bachpana

Na hotu us zalim se hamein mohaBBat kaBhi
Kash jo hota sath mere mera Bachpana

Dil na dhadka hota mera kaBhi us ke liye
Ager jawani ka taaj pehna ker na jaata mera Bachpana

Kahan gayin wo rangeeniyan jo sath thi mere us umr mein
Wo lamhe youm hi sath hote jo sath hota mera Bachpana

Koi loutade mujhe mera Bachpan kahaan gum hogaya woh
Kyoun is Bheerd mein tanha mujhe chord gaya mera Bachapana

Koi Chupke Chupke kehta hai.

Koi geet likho meri ankhon per.

Koi sher kaho meri Baton per.

In khushBo jese lafzoo per.

Chup Chap me sunta rehta hoo.

Phir us ki jheel si ankhon per.

Eik taza ghazal kehdeta hoo.

Or us k phool si Baton per.

Eik geet naya likh deta hoo.

Yeh geet ghazal yeh sher mere.

SuB uske husun k sur to hain.

SuB uski ankh ka kajal hain.

SuB uske roop ka darshan ha.

Koi geet likho meri ankho per.

KOI CHUPKE CHUPKE KEHTA HAI

ajeeB shaks tha kaisa mizaj rakhta tha
sath rah kar Bhi ikhtilaf rakhta tha

mai kiu na dad du us kay fun ki
mre hr swal ka phly hi jwaB rakhta tha

wo to roshnio ka Basi tha mgr
meri andher nagri ka Bara hi khyal rkta tha

MOHABAT to thi ussy ksi or se shyd
hum se to u hi hansi mazak rakhta tha!!!
ajeeB shaks tha kaisa mizaj rakhta tha
sath rah kar Bhi ikhtilaf rakhta tha

mai kiu na dad du us kay fun ki
mre hr swal ka phly hi jwaB rakhta tha

wo to roshnio ka Basi tha mgr
meri andher nagri ka Bara hi khyal rkta tha

MOHABAT to thi ussy ksi or se shyd
hum se to u hi hansi mazak rakhta tha!!!
Hum Ko Acha Laga

Tera Muskurate hoye aana Hum ko acha laga
Wo Tera Sharam se guzar jana acha laga

Door se Dekhna wo Tera Pass aa ker
Nazrain Jhukana acha laga

Wo jo Barson se Tere Seene mai Qaid hai
Aankhon se Batana acha laga

Tera jate waqt Murr ker na dekhna
Phir Qadmon ka Ruk jana acha laga

Tuu Falak ki tarha chaya tha Mujh per
Aaj wo Falak ka Toota Tara acha laga

Suna hai MohaBBat mai hote hain her taraf Andhere
Aaj Duniya ka wo Qaul sacha laga
saaman-e-tijaarat meraa imaan nahii.n hai.
har dar pe jhuke sar ye merii shaan nahii.n hai
har lafz ko siine me.n Basaa lo to Bane Baat
taako.n me.n sajaane ko ye quraan nahii.n hai
tumhe.n hai shauq agar Bijaliyaa.N giraane kaa
hamaaraa kaam Bhii hai aashiyaa.N Banaane kaa.
sunaa hai aap hai.n maahir havaa chalaane me.n
magar hame.n Bhii hunar hai diye jalaane kaa