B SMS Messages22988 messages

KaBhi es tarah meray ham nafs,
SaBhi chahtein meray naam kar,
Agar ho sakay tu kaBhi kahein,
Meray naam Bhi koi shaam kar,
Meray dil k saye main aa zara !
Meri dharknon main qayam kar,
Yeh jo meray lafzon k phool hain,
Teray raastay ki ye dhool hain,
KaBhi in say sun meri dastan,
KaBhi in k sath qalam kr.
Duaon me mere koi chehra rehta ha.

Yadon pe uska hi pehra rehta ha.

Bulaon to Bulaon usko kese.

Jo mere under muj se Bhi zyada rehta ha...
Bana gulaB to kante chuBha gya ik shakhs,
Hoa chragh to ghar he jala gya ik shaks.
Tmam rang mere or sare khwaB mere,
Fsana thay k fsana Bana gya ik shakhs,
Palt sakon he na agay he Barh sakon jis par,
Mujhy yeh kon se raste laga gya ik shakhs,
MuhaBBataein B ajaB us ki nafrtaein B kamal,
Meri he tarha ka mujh mein sama gya ik shakhs,
Tod de har ik umeed ki doori.
UmeeDon Mai kia rAkha hay.
ishQ MohaBat Batain hain.
in Bataon main kia rAkha hay.
kismat main jo likha hAy wo Akhir ho kr rAhay ga.
chAnd lakarain ulgi si hAin warnA hathoN main kya rAkha hAY.
KaBhi hum pe wo jan diya karty thay*

Jo hum kehty thy wo maan liya karty thay*

Aj pas se anjan Bun kar guzar gaey*

Jo door se hi pehchan lya karty thay...->?
Farq sirf itna sa hay.

us ki doli uthi meri mayyat uthi.

phool us par Bhi thay.
phool mujh par Bhi thay.

mehfil wahan Bhi thi.
log yahan Bhi thay.

un ka hasna wahan.
in ka rona yahan.

saheliyaan us ki Bhi thien.
dost mairey Bhi thay.

2 Bol us k parhay.
4 qul meirey parhay.

qazi udhar Bhi tha.
molvi idher Bhi tha.

wo saj k gae.
mujh ko sajaya gaeya.

wo uth kar gae.
mujh ko uhtaya gaeya.

Farq sirf itna sa tha.

us ko apnaya gaeya.
mujh ko dafnaya gaeya.
Aaj kiya zikr kisi Ne jo TumHara
Halkey Halkey Say phir Tum YaaD Anay Lagay

Main Purani Baaton kay samander Main DooBney laga
Dil Main Ek Baar phir Tum utarnay lagay

palkoon kay Darwaazey ko BanD kiya main Nay
Aur Ansoo Ban k Tum Aankhoon Say Behnay Lagay

BeBasi itni k Mare Haath uth Gay
DoBara ALLAH Say Tumhian Mangnay Lagay

zikr Tumhara sun ker Ek Baar phir
Mare jazBaat Tumhari Tamana kernay lagay

Bana k Tasveer Teri Mare zehn Main
Mare Tootey Armaan Rooney lagay

Paa k TumHian khwaaBoon Main Hum
jaag k phir Tumhian khooney lagay

Waada chahta hoon TakDeer sey Yeh
k BaDal Dey woh jo Honay lagay
hai dua yaad magar harf e dua yaad nahi
mere nagmaat ko andaz e nawa yaad nahi

hum ne jin k liye rahoun main Bichaya tha lahoo
hum se kehte hain wohi eehd e wafa yaad nahi

zindagi jaBar e musalsal ki tarhan kati hai
jane kis jurm ki pai hai saza yaad nahi

main ne palkoun se dar e yaar par dastak dii haii
main woh sahil hoon jisse koi sada yaaad nahi

kaise Bhar aayein sar e shaam kisssi ki aankhein
kaise thari chiragoun ki zia yaad nahi

sirf dhundle sitaroun ki chamak deeekhi hai
kaB howa kon howa mujh se khafa yaad nahi..

aaoo ek sajda karein alam e madhoshi main
loggg kehte hain SAGAR ko khuda yaad nahi......
Aik Bar kisi ney kaha

Farzz karo k tum har cheez sey dastBardar honey par majBoor

kar diye jao aur tumhain siwaye saat lafzon k saB kuch Bhulana

par jaye..to tumharey wo saat alfaz kya hongey?...jis ka tum

intekhaB karo gey

Main ney socha aur sirf paanch alfaz Bata saka jo ye they...

"Allah,Zindgi,MohaBat,Hussn,Zameen"

aur phir main ney us ki taraf deikh kar kaha k

"Baki do alfaz kya ho saktey hain...??"

TaB us ney kaha Baqi do alfaz hain...

"Main aur Tum....
Gulshan ki faqat phooon say nahi kantoon say Bhi zeenat hoti hay..
jenay k lia is dunia mien gham ki Bhi zaroorat hoti hay

A waiz-e-nadan karta hay to hi to qayamat ka charcha..
yahan rooz nighahien millti hien yahan rooz qayamat hoti hay..

who purs-e-shy gham ko aay hien kuch keh na sakoon chup reh na sakoon..

khamoosh rahoon to mushkil hay keh don to shikayat hoti hay..
karnay hi parry ga zaBt-e-alam peenay hi parray gien ya aansoo..

faryad wa fughan say aa nadaan tuhen-e-muhaBBat hoti hay..

jo aa k giry ka daman par who aashk nahi hay pani hay..
jo aashk na jhalky aankhoon say us aashk ki keemat hoti hay
Tere saBhi ghamon ko samait loon tujhe itna pyar doon ,,,
teri udasion ko mita ke teri her shaam nikhaar doon

terii aankhon main chhupi khizan mere dil pe aser kar gaee
tere wajood ko mehka de jo tere laBon ko vo Bahaar doon

terii ik muskurahat ka Badal kuch ho nahi sakta mager
jo milay tujhe khushi ager main apni jaan Bhi waar doon

aagaya hai jo hijir ka daur tere mere dermiyan
jo milain mujhe fursatain yeh waqt ka qarz utaar doon

tunhaiyon ke tufaan se jo Bikher gae hain saBhi
jo kahay tu ager aa teri her zulf ko sanwaar doon

meri ik nigah Bhi hai terii ik nazer ki muntazir
jo karay tu nazer idher tujhe duain Beshumaar doon

na dhan se,daulat se na duniya se koi wasta mera
chale jo Bas ager tere sang zindagii guzaar doon........!
Tere saBhi ghamon ko samait loon tujhe itna pyar doon ,,,
teri udasion ko mita ke teri her shaam nikhaar doon

terii aankhon main chhupi khizan mere dil pe aser kar gaee
tere wajood ko mehka de jo tere laBon ko vo Bahaar doon

terii ik muskurahat ka Badal kuch ho nahi sakta mager
jo milay tujhe khushi ager main apni jaan Bhi waar doon

aagaya hai jo hijir ka daur tere mere dermiyan
jo milain mujhe fursatain yeh waqt ka qarz utaar doon

tunhaiyon ke tufaan se jo Bikher gae hain saBhi
jo kahay tu ager aa teri her zulf ko sanwaar doon

meri ik nigah Bhi hai terii ik nazer ki muntazir
jo karay tu nazer idher tujhe duain Beshumaar doon

na dhan se,daulat se na duniya se koi wasta mera
chale jo Bas ager tere sang zindagii guzaar doon........!