Agar SMS Messages1430 messages

''Logon Se Pange B Honge,
Ghar Men Dange B Honge,
Agar Mujhe Msg Na Kiye To..
=
Aap k 12 Bachchay Honge,
=
=
2 Ganje, or baki Nange hongay''
''Khush to bahot hoge tum,Ki forward karne ke liye SMS mil gaya,MAgar aab kya karoge...?Jab msg me kuch bhi nahi mila...?''
''roz logon se tare pange honge, roz tareghar main dange hon ge.Agar mujhe sms nahin kia to yaad rakhna. tumhare 12 bache honge or sare lafange honge......''
''Allah kisi ko mobile na de,
Agar de to usme sms ka system na de.
System de to balance naa de,
Agar balance de
to 10-12 sms karne ka hosla bhi de.''
''NaZron Mai Base Ho Zara DhiYaan rakHna

Apne Dost Ko Yun Hi Abaad RaKhna

Mujhe to Adat Hai Ap ko Yaad KarNe Ki

Agar HichKiyaan Ati Rahen to Hamen Muaaf Kerna''
''MUNNA BHAI

abay sarkit
ye beta
Agar bina daaton kay kutta katy to kya kerny ka

SARKIT

simple bhai
boly to
bina sui k 14 injection lagany ka...''
''Teacher: Agar tm apny Ami ko "MUM" kho to
Ami say bari Khala
or choti Khala ko kya kho gay?

Sardar: Kafi der sochny kay bad
Bari ko
"MAXIMUM"

or,

Choti ko "MINIMUM"''
''Kash tum waday nibha jatay, Kisi surat dil mera behla jatay
Agar “Cornetto” k paisay nahi thay to kia hoa, 5 rupay wali “Qulfi” hi khila jatay

Dil se Jab Hum Tumhe Yaad Karte hain.

Aap Ka Sapno Main Hum Didar karte Hain.

Jab say Dekha Hai Aap Ko Qareeb Say.

Ab To Bas TOBA ASTAGHFAR Karte Hain.''
''MUNNA BHAI: circuit Agar bina daant wala kutta kate to kya karne ka re?
CIRCUIT:simple he bhai, bina sui wala injection lene ka''
''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''
''Teri yaad mein humne kalam uthaayi

Liya paper aur tasveer aapki banayi

Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge

MAgar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...''
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
Agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''