Aana SMS Messages322 messages

Jo Bun Paray Tou
Ye KhuD Say Kahna Kabhi Tou JanAa !
Kay Tum Ko Aati Hay YaaD Ab Bhi !
Woh Aik Sunder , UdaSs Larki
Woh Khoi Khoi Si AankhOon Wali
Woh Uljhi Uljhi Si SoChOon Wali
Woh JhOoti Muskan Ko LabOon Par Sajany Wali
Woh ApNay Baray MaY Dheeray Dheeray Say
Tum ko Sub Kuch Batany Wali
Woh Baat Bebaat , RoOth Kr Maan Jany Wali
Kabhi Kabhi Tou HisaaB-o-Hudd Say Bhi
YaaD Barrh Kar Hay Aany Wali
SatAanay Wali. . . . Mananay Wali
Woh Aik SunDer UdaSs LaRki.....
Jo Bun Paray Tou
Ye KhuD Say Kahna Kabhi Tou JanAa !
Kay Tum Ko Aati Hay YaaD Ab Bhi !
Woh Aik Sunder , UdaSs Larki
Woh Khoi Khoi Si AankhOon Wali
Woh Uljhi Uljhi Si SoChOon Wali
Woh JhOoti Muskan Ko LabOon Par Sajany Wali
Woh ApNay Baray MaY Dheeray Dheeray Say
Tum ko Sub Kuch Batany Wali
Woh Baat Bebaat , RoOth Kr Maan Jany Wali
Kabhi Kabhi Tou HisaaB-o-Hudd Say Bhi
YaaD Barrh Kar Hay Aany Wali
SatAanay Wali. . . . Mananay Wali
Woh Aik SunDer UdaSs LaRki.....
mgr kisi ne humain humsfr nhi mAana....

ye baat or k hum sath sb k gaey,,,
bechain main na jaane kya chahti hoon

bechain main na jaane kya chahti hoon
shaayad apne dil ki gahraayee pAanaa chahti hoon
lekin sab ke liye anjaan main
aaj jaan payee hoon
ki main khud se bhi anjaan hoon
isiliye
apne dil ki kasak ko mitana chahti hoon
apni bechain saanson ko sametna chahti hoon
lekin kaise shaayad yahi janna chahti hoon
tere jalve ab mujhe har soo nazar Aanay lagay.

kaash ye bhi ho ke mujh men too nazar aane lage
hichki qareeb hai jo mujhe mout se miaaye.

hun jis ka muntazir use aa jAana chaahiye
Dushman mere khusiyOn ka zamana hi nahi tha
Tum ne bhi kabhi apna to jana hi nahi tha

Kia karta akaila main saja kar kOi mEhfil
Jab shehar main kisi ne nibahna hi nahi tha

Dil ne to bOhat chaha magar kis tarah jeetay
JeenaY k liye kOi bahana hi nahi tha

Mur mur k dekhta raha maiN Umar bhar magar
Tum aaye nahi tum ko to Aana hi nahi tha

Aik rasta bacha tha wO bhi lotne ka tha
Jata main kahaN kOi thikana hi nahi tha

Ab jhuk k mere lash ko jhinjhOr rahe ho
Jaise tumhare "SHAYAR" ko jana hi nahi tha
Zamanay Bhar Ki NigahOn Main Jo Khuda Sa Lagay
Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay

Na JAanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa
Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay

Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas
K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay

Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay
Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay

Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel
Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay
Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh Ko Achey Lagtey Ho

Kuch Chanchal Se , Kuch Chup Chup Se
Kuch Pagal Pagal Lagtey Ho

Hain Chahney Waaley Aur Buhut Par
Tum Mein Hai Aik Baat Bohat.......
Tum Apney Apney Lagtey Ho

Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh ko achey lagtey ho

Yeh Baat Baat Pe Kaho JAana
Kuch Kehtey Kehtey Ruk JAana

Yeh Kis Uljhan Mein Rehtey Ho....?
Kiya Baat Hai Hum Se Keh Daalo

Aik Baat Kahoon Agar Suntey Ho ?
Tum Mujh Ko Achey Lagtey Ho
Baatein kartay hont achAanak ruk jaatay aur,
Aankhain uss k peechay peechay chal parti theen,
Dhyaan ka rastaa kho jaata tha.
Mehfil mein jis simt Woh jaati,
Kamaray ka woh hissa yak-dam roshan ho jaata tha.
Jaadugar theen aankhain Uss ki,
Palkain theen ek Raaz!!
Rooh mein jhilmil ker daiti thi,
Aisi thi Awaaz!!!
MOHABBAT
tumhain zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa muhabbat hia
nahin yeh jaanta doonoon
muhabbat kab bahla mohtaj hai lafzoon ki ,batoon ki .
mohabbat too humara dill ki darhkanoon main chuppa surili geet ki manid..
muhabbat aankh main palta woo pur israr jazba hai jissa aab tak nahin koi samaj paya
na is ki koi soorat na is ka koi paimana
dhakka lafzooon main to is ka bohat izhar hoota hia
kuch aisa hi ka jaisa aab
taha-e-dill sa too hum doonoon bohat izhar karta hain ,
magar pher na jAana kioon
tumahian zid hai ka main kah doon
mujay zid hai ka tum kah doo
ka mujay tum sa ..............
Gulon ke beech tera chehra bada suhAana lagey
Chaandni raath mein chaand bhi ab purAana lagey
Shabnum bani sharaab teri must nigaahi ka hai asar
Husn tera hamein maikadey se judaa na lagey
Ghar baith ke peeney lagey jo hum teri nigaahon se
Soona soona zamaaney ka har maikhana lagey
Bijliyon se thi nafrat inhein aadtah aashiyaan jalaney ki
woh hans ke bijliyaan dil pe giraayein bhi to buraa na lagey
leliye ghum inkey tamaam hamein jo azeez they
ki aabaad sada ghumon se dil ka khazAana lagey
sambhaali hai khud kashti tofan-e-ghum mein
ki na-qudaa bhi ab ilyas ko na-qudaa na lagey